--------------------------------------------------------------------
Kya yehi sach hai.. Ki Hame jine ke liye ak achhi, batter life hi chahiye. Off course yarr sab ko ye hi to chahta hai. O hamesa happy rahe. Un ki life me hamesa positivity bani rahe .sub ye hi to chahte hai.
Lekin ye jo life mili hai n ye sirph khana khane,pani pine se ya oxygen under bahar karne se nahi chal sakti. Ha kuch logo ko lagegi kyo nahi ham to jite hai. Khana pani aur oxygen se. But ye life to dusro se mil rahi hai n.
Mai aaj ak baat share karna chahta hu aap logo se.
Active Lazy
Uper jo aap ko picture dhik rahi hai n o do talwar jesi hai ak bohot shine kar raha hai aur ak jis me jang laga hua hai . ab to aap samjh hi gaye honge .
Chamkta hua talwar mian (active persons).
1. In ke chahere par n ak positivity dhikta hai.
2. Ye log kitna bhi mehnat kar le ye usi mai pleasure dund lete hai.
3. Aur in ki sab se kas baat ye hai ki bahot jaldi salf dependent ho jate hai.
aur ye baat us particuler person parents ke leye sabse khushi ki baat hoti h.
4.O hamesa dushro ke samne chamkte rahte hai. Thik usi talwar ki tarah jo hamesa chalta rahta hai aur camkta rahta hai.
Jang lagi talwar main (Lazy persons).
1. pata hai ak jag lagi talwar ko logo ka dekhane ka najariya hi kuch aur hota hai .use koi chalana nahi chahta hai .is liye is type ke persons se koi umid bhi nahi rakhta.
2. Ye log to pahle kuchh karna pasand nahi karte .
4. Sochte to bahot kuch hai lakin pane ke liye mehnat karna pasnd nahi karte.
5. ye log dunia me kisi kaam ke nahi isi naam se jane jate hai.
Magar is me bhi ak fact ye hai ki kai log sarir se aalsi hote hai magar mind se hamesa active .
un ko ye jang lagi talwar nahi kaha ja sakta . kyo ki un ki soch ne ki power hi une aage le jati hai. Is liye ki is dunia me jitna bhi development ho raha hai o sub is imagination ki hi den hai.
Ye manta hu ki ak din is dumia se dono log chale jana hai . bas fark itna hai ki jo kuch kar gaya o apna naam chod jata hai .aur jis ne kuch nahi kiya us ka namo nisan nahi rahta hai.
--------------------------------------------------------------------------------------------------------------------------

Comments